Misc SMS Jokes

  • Warid menu mein khushamdeed
    Rishte k liye 1 dabain,
    Mangni k liye 2 dabain,
    Shadi k liye 3 dabain,

    or

    DOSRI SHADI k lye
    PEHLI wali ka gala dabain…
  • Hum doston ko bohut buri saza dete hain,

    Wah wah..!!

    Irshad Irshaad..!!

    Hum doston ko bohut buri saza dete hain,
    Joota nahin maartay,
    bus
    Moza sungha dete hain…
  • 1 jinaza ja raha tha
    bohut say log sath ja rahay thay
    1 pathan bhi janazay k sath mil gia
    kisi nay kaha kalma-e-shihadat
    pathan bola “ZINDAB BAAD!!”
  • Meray Allah larai se bachana mujh ko,
    Aur sikha day koi banduk chalana mujhko!

    Khair se laut k ayain meray abbu ghar main
    Urr na jain woh dhamakay sai kahin daftar main !

    Raat din jaam traffic na rahay sarkon per
    Koi nala na gatar bhar kar bahay sarkon per!

    Qalma gawaion ko musalman banaday yarab
    Naik aur saheb-e-iman banaday yarab !

    Naam-e-Islam ki hurmat ko bachalay yarab
    Waqt kai sarazy yazidon ko uthalay yarab

    Lub pai aati hai dua ban kay tamanna meri
  • 1 SMS ki qeemat tum kia jano kanjus babu?
    sb SMS k sir ka taj hota hay mera 1 sms,
    sub k Mob ki shan hota hay mera 1SMS,
    Hr kisi k inbox ka khuwab hota hay mera 1 SMS…
  • Sare gawahon aur bayanat ko
    mad-e-nazar rakhte howay
    ye adalt,
    dafa 420 k tahet
    $m$ parhne wale ko
    $m$ na bhejne k jurm me
    “MEMON” Qarar deti hai.
  • Maha ko dieting ka shoq tha
    mamal e ae Sufi
    sufi pe atmad jo tha
    subah hoi to na SUFI tha na MAHA
    3 sal baad maha mili
    sath Habib or Sultan bhi thay
    Dekha sufi ka kamal.
  • A Sardar & his wife were waiting for train
    itne main KHYBER MAIL aa gaye
    Sardar bhag k train mein charha
    or
    apni wife se bola
    jab khyber female aye to tum bhi ajana
  • Is dil main taranay bohat hain,
    Zindagi main bahane bohut hain,

    Kis kis ko “sms” karon,
    Is NAA.CHEEZ k deewane bohut hain
  • *GRP MSG* a#
    is*& @le$$
    =not/i/2nd
    # and$lut&
    Le$$8th@t
    /i/@ndPo$t&nB@L#

    Uff mere sms k dewane log.
    Kuch bhi bhejo parhne lag jate hain:)
  • It’s a magic:-

    1 glass thanda pani lain aur
    usay apne braber baithay
    shakhs per dal dein
    ye “Thanda pani”
    usay
    “garam” ker dega
    Try it on ur own risk:p
  • Aapki kanjusi dil ko bha gai,
    Hamain bhi apne balance ki qadar aagai,

    Socha ab aapkomessage na karain,
    Magar ye kambakht dosti hamain yaad aagai.
Previous 1 2 3 4  
Copyright © 2010-11  funnychoice.com, All Rights are Reserved